
Rang Dariya Lyrics ft Emraan Hashmi from Chehre is latest Hindi song sung by Yasser Desai. Its music is given by Gourov Dasgupta. Rang Dariya song lyrics are written by Farhan Memon.
Yaara mujhe tu aise aa mila
Jaise kaafir ko milta hai khuda
Karun lakh baari tera shukriya
Bin maange toone itna de diya
Mera safeena oh paar laga de
Ya tu mita de
Ya tu bana de koyi zariya
Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Main bandeya jaaun rangeya
Main bandeya jaaun rangeya
Be-parwah kar jaaye dariya
Comments
Comments are disabled for this post.